Sikander Warsi
Sikander Warsi

21 Jan 2024

1 min read

Zohar Ki Farz Namaz Ki Akhri Rakat Me Imaam Qaide Me Tha Muqtadi Aaya Aur Jaise Hi Allahu Akbar kaha?

بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer

Pura Sawal: Zohar Ki Farz Namaz Ki Akhri Rakat Me Imaam Qaide Me Tha Muqtadi Aaya Aur Jaise Hi Allahu Akbar Keh Kar Niyat Bandhi Imaam Ne Salam Pher Diya To Muqtadi Jamaat Me Shamil Hua Ya Nahi?

Answer: Jis Tarah Suwal Me Likha Hai Is Tarah Se Agar Muqtadi Salam Pherne Se Pehle Bhi Baith Jata To Bhi Use Namaz Nahi Milti, Is Mas'ale Me Farz Qiyam Ka Khayal Nahi Rakha Jata

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب