19 Apr 2024
Bivi ko Sohar kaa naam le kar pukarna makruh hai. Aur hamare nazdeek haya ka takaza yahi hai ki Sohar bhi biwi kaa naam naa le. Hadis e pak me hai ki HAYA IMAN SE HAI.
Aur naam le bhi le to gunah nahi.
07 Jan 2024
Nahi, Albatta Agar Aisa Karte Waqt Mani Nikal Gai To Ghusl Wajib Ho Jayega.
06 Jan 2024
Salam Nahi Kar Sakte Unke Liye Dua Kar Sakte Hain, Hidayat Ki, Bimari Ho To Sehet Waghaira Ki.
06 Jan 2024
Shohar Ka Biwi Ki Farj (Sharmgah) Me Ungali Karna Jaiz Hai, Magar Ghusl Aurat Par Us Surat Me Farz Hoga Jab Aurat Ko Inzal (​Mani Ka Nikalna, Mani Kharij Hona, Discharge Hona) Ho Jayega
06 Jan 2024
Maafi Mil Jayegi Aur Nikah Karna Chahe To Wo Bhi Kar Sakte Hain.
06 Jan 2024
Jaiz Hai, Magar Koshish Kare Ki Mani Chehre Par Kharij Na Ho.
06 Jan 2024
Agar Ghar Me Bachche Nahi Hain Ya Fir Nasamajh Chote Hain Aur Sath Me Koi Aur Bhi Nahi Rehta To Pehen Sakti Hai Yani Bepardgi Ka Ghuman Na Ho Warna Sirf Shohar Apni Chutti Wale Din Bole To Alag Baat Hai Magar Parde Ka Khayal Rakhe, Baki Shohar Ko Samjha Sake To Samjha Deyn.
06 Jan 2024
06 Jan 2024
Maa Behen Biwi Saas Khala Fufi Bahot Zaeef Budhi Aurat Se Bhi Jabki In Tamam Me Shehwat Jaisi Baat Dil Me Na Ho.
06 Jan 2024
Nahi Dekh Sakte, Kisi Doosre Ka Sitr Videos Me Bhi Dekhna Haram Hai.
06 Jan 2024
Pehle Shohar Ka Inteqal Hote Hi Usse Nikah Khatam Ho Gaya Lihaza Agar Aurat Naya Nikah Karti Hai To Wo Naya Hi Uska Shohar Hai Agar Usi Ke Nikah Par Faut Hui To Usi Ke Sath Hogi Agar Pehle Ke Inteqal Ke Bad Nikah Nahi Kiya To Pehle Ke Sath Ki Ummid Qawi Hai.
06 Jan 2024
Zina Jaisa Gunah To Nahi Hoga, Magar Gunah Hoga Agar Kisi Ka Tasawwur Kiya Jayega To Gunah e Zina Ka Imkan Hai.