06 May 2024
Nikah naam hai ijab o qubool ka yani agar koi baligh mard aurat, do gawah (mard, ya 1 mard do aurat) ki mujoodgi me sharai meher ke sath khud nikah karna chahe to bhi nikah sahi ho jayega. Iske alawa zewar wagera koi chize sone ya chandi ke naa hone se ya naye kapde ke na hone se nikah par kuchh farq nahi.
23 Jan 2024
Kisi Ka Saman Apne Qabze Me Jabran Rakh Lena Najaiz Aur Gunah Hai Aur Uske Badle Me Paisa Talab Karna Rishwat Aur Rishwat Haram Hai Ye Paisa Lene Walo Ke Haq Me Haram Rahega.
07 Jan 2024
Nikah Nahi Toota.
06 Jan 2024
06 Jan 2024
Aise Rishtedaro Se Mashwara Hi Mat Lo, Sirf Shadi Ki Dawat Do Baat Khatam.
06 Jan 2024
Bila Wajah Talaq Karna Gunah Hai, Agar Wajib Wajah Hai To Talaq Le Sakti Hai, Agar Widai Ho Gai Shohar Ke Kamre Me Chali Gai Aur Bina Humbistari Ke Subha Talaq Chahe To Baad Talaq Iddat Hogi Phir Doosra Nikah, Aur Shohar Ke Sath Tanhai Se Pehle Talaq Hui To Phir Bina Iddat Nikah Ho Sakta Hai.
06 Jan 2024
Dono Aulade Usi Se Hain To Shadi Nahi Hogi.
06 Jan 2024
Ahle Kitab Wahi Jo Kisi Nabi Ko Khuda Ya Uska Beta Na Mante Hon Aur Maujoda Daur Ke Ahle Kitab Mushrik Hain Inse Nikah Jaiz Nahi.
06 Jan 2024
Agar Iski Bhabhi, Dewar Ki Biwi Ki Behen Nahi Thi Ya Khala Fufi Nahi Thi To Nikah Me Harj Nahi.
06 Jan 2024
Agar Meher Ke Sath 2 Musalman Gawaho Ki Maujoodgi Me Ijab Qubool Hua Hai To Nikah Sahi Ho Jayega, Jabki Aur Koi Man'e Shara Na Ho.
06 Jan 2024
Pura sawal: Rukhsati Se Pahle Shohar Ka Inteqal Ho Gaya Jabki Unke Darmiyan Khalwat e Saheeh Bhi Na Huyi Kya Is Surat Me Ladki Ki Iddat Hogi?
Answer: Iddat Ki Zaroorat Nahi.
06 Jan 2024
Agar Dono Baligh Hain Aur Furu Me Ladka Ladki Se Afzal Hai Nikah Beharhal Ho Jayega 2 Gawah Aur Sharai Meher Ke Sath.