Sunni | Hanafi | Barelwi | Visit English Site

Inshort Category: Wuzu

Sikander Warsi
Sikander Warsi

23 Jan 2024

Samaundar Ke Khare Pani Se Wuzu Ho Jayega?
Answer

Samundar Ke Pani Se Wuzu Ghusl Har Qism Ki Taharat Jaiz Hai.

Sikander Warsi
Sikander Warsi

07 Jan 2024

Agar Kisi Ke Peshab Ki Jagah Se Hawa Kharij Ho To Wuzu Rahega Ya Toot Jayega?
Answer

Mard Ya Aurat Ke Aage Se Hawa Kharij Ho To Wuzu Nahi Tutega.

Sikander Warsi
Sikander Warsi

07 Jan 2024

Wuzu Ki Halat Me Khana Kha Le To Kya Wuzu Toot Jata Hai?
Answer

Nahi, Magar Uske Baad Namaz Se Pehle Mooh Achche Se Saaf Karna Chahiye.

Sikander Warsi
Sikander Warsi

07 Jan 2024

Kya Garm Pani Se Wazu Aur Ghusl Karna Makruh Hai?
Answer

Garm Pani Se Wuzu Ghusl Jaiz Hai. Dhoop Ke Garm Pani Se Wuzu Ghusl Karna Makruh Hai.

Sikander Warsi
Sikander Warsi

07 Jan 2024

Agar Wuzu Karne Se Pehle Hath Dho Le To Jug Me Hath Dal Kar Wuzu Kar Sakte Hain?
Answer

Jitna Hath Dhoya Hai Utna Pani Me Dal Sakte Hain.