Sikander Warsi
Sikander Warsi

07 Jan 2024

1 min read

Riyadh Me Tahajjud Ki Azan Hoti Hai Aur Namaz Ba-Jamat Hoti - Hadees Se Sabit Hai?

بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer

Rasool e Azam ﷺ Par Tahajjud Farz Thi Aur Azan Farz Namaz Ke Liye Hoti Hai Magar Aaj Ke Musalman Par Tahajjud Farz Nahi Hai Lihaza Na Azan Ki Zaroorat Na Hi Jamat Ki Albatta Log Jama Ho Kar Jamat Karna Chahe To Kar Sakte Hain.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب