Sikander Warsi
Sikander Warsi

21 Jan 2024

1 min read

Kya Sayyid Ke Hote Huye Imaam Ko Imamat Ke Liye Sayyid Ki Ijazat Lena Zaroori Hai?

بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer

Imam Jo Namaz Ke Liye Mukarrar Hai Use Har Namaz Se Pehle Kisi Ki Ijazat Lene Ki Zaroorat Nahi, Albatta Itna Ho Sakta Hai Ki Agar Masjid Me Imam Ke Paas Koi Mehman Sayyid Aaye Hon Aur Unhe Namaz Padhane Ko Kahe Aur Wo Mana Kar De To Fir Aarzi Ijazat Leni Chahiye Aur Ye Mehman Ke Ehtram Ki Wajah Se.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب