Sikander Warsi
23 Jan 2024
1 min read
Kya Fixed Deposit Ki Jama Raqam Par Zakat Deni Hogi?
بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer
Agar FD Ki Raqam Nisab Ko Hain Aur Ek Saal Se Zyada Ho Gaya To Us Par Zakat Deni Hogi Jab Ki Ye Itna Qarzdar Na Ho Ki Qarz Dene Se Nisab Se Kam Maal Bache, Albatta Zakat Ke Liye FD Break Karna Zaroori Nahi Udhar Le Kar Bhi Zakat De Sakta Hai.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب