Sikander Warsi
06 Jan 2024
1 min read
Kya Amal, Chilla, Zikr, Farz Uloom, Dars e Nizami Ke Liye Walidain Ki Ijazat Zaroori Hai?
بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer
Amaliyat Ruhani Jamali Hai To Harj Nahi Aur Agar Jalali Ya Khas Maqsad Ka Chilla Kar Raha Hai To Walidain Ko Zaroor Bataye Wo Ijazat Dey To Kare Aur Aise Amal Bina Ustad (Aamil) Ki Ijazat Ke Nahi Hote, Zikr Durood Me Ijazat Ki Zaroorat Nahi, Jitna Ilm Sikhna Farz Hai Wo Bhi Bina Ijazat Hasil Kar Sakta Hai Chahe Dars E Nizami Se Ho Ya Kisi Aur Zaraye Se.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب