21 Jan 2024
Laga Kar Masjid Me Ja Kar Nahi Padh Sakte Kuch Der Baad Jab Mehek Chali Jaye To Padh Sakte Hain.
21 Jan 2024
Namaz Ho Jayegi Dohrana Zaroori Nahi.
21 Jan 2024
Tanha Namazi Chahe Musafir Ho Ya Muqim Use Azan Alag Se Dene Ki Zaroorat Nahi Hai.
21 Jan 2024
Agar Koi Mareez Sajda Nahi Kar Sakta Hai Use Chahiye Ki Baith Kar Namaz Padhe Aur Jitna Sajde Me Jhuk Sakta Hai Utna Jhuke Warna Ishare Se Padhe.
21 Jan 2024
Haan Padh Sakte Hain, Mehram Ho To Jamaat Se Bhi Padh Sakte Hain.
09 Jan 2024
Taharat Ka Sahi Ilm Ho Aur Namaz Sahi Aati Ho To Namaz Ho Jayegi Baki Aqaid Sikhne Chahiye.
09 Jan 2024
Haan, Agar Dua e Qunoot Bhool Jaye To Akhir Me Sajda Sahv Se Namaz Ho Jayegi.
09 Jan 2024
Pura Sawal: 4 Rakat Wali Namaz Jamaat Ke Sath Padh Rahe Hon Aur Dusri Rakat Ke Baad Jalsa Mein Attahiyat Ke Alawa Durood Bhi Padle To Namaz Hogi?
Farz Namaz Me Agar Durood Jankar Padha To Namaz Dohrani Hogi.
09 Jan 2024
Sochne Se Nahi Tutegi Jab Tak Awaz Na Nikle.
09 Jan 2024
09 Jan 2024
Mard Ko Mehndi Lagana Haram Hai Magar Kyun Ki Iska Asar Jald Nahi Jayega Lihaza Namaz Ho Jayegi Magar Use Sarf/Sabun/Neebu Jisse Bhi Ho Sake Saf Kare.
09 Jan 2024