08 Jan 2024
Ji Haan, Napaki Me Dua Mang Sakte Hain, Aur Qurani Dua Bhi Dua Ki Niyat Se Padh Sakte Hain.
08 Jan 2024
Ji Haan, Wazan Ka Badh Jana Pet Ka Badh Jana Aksar Beemari Ki Alamat Hoti Hai Lihaza Is Beemari Se Nijat Ke Liye Dua Ki Ja Sakti Hai.
08 Jan 2024
08 Jan 2024
Nahi, Balki Lena Hi Nahi Chahiye Mana Kar Do Ki, Mujhe Mat Diya Karo Kisi Ghareeb Ko De Do.
08 Jan 2024
Kar Sakte Hain Asal Me Khana Khilane Ki Mannat Hai To Is Tarah Kar Len Ki Itne Logo Ko Khana Khilaunga (Jitna Apki Haisiat Ho).
08 Jan 2024
Ye Sab Jahalat Hai Wiladat Se Poora Ghar Napak Nahi Hota Wahan Namaz Niyaz Quran Sab Ho Sakta Hai.
08 Jan 2024
08 Jan 2024
Fatiha Aurat Ko Mutlaqan Dena Jaiz Hai Chahe Mard Aalim Bhi Ho To Bhi, Mard Ki Maujoodgi Me Aurat Ko Fatiha Dene Me Koi Karahat Nahi.
08 Jan 2024
Ji Haan, Har Ibadat Ka Isal e Sawab Kiya Ja Sakta Hai.
08 Jan 2024
Urs Asal Me Isal e Sawab Hai Us Din Log Ek Sath Jama Ho Kar Zikr, Mehfil, Khana, Waghaira Aur Tamam Mamlat Jo Jaiz Hain Ka Isal e Sawab Fatiha Khawani Ke Tor Par Sahib e Mazar Ki Bargah Me Pesh Karte Hain.
08 Jan 2024
Niyaz Fatiha Band Cheez Par Bhi Ho Sakti Hai Khula Hona Kuch Zaroori Nahi.
08 Jan 2024
Khane Ke Liye Jane Par Bayan Sunne Ka Sawab Nahi Milega Lihaza Khana To Mil Jayega Magar Nekiyo Se Mehroom Rahega.