08 Jan 2024
Nahi, Anaj Ya Kaffare Ki Zaroorat Nahi, Roza Nahi Rakha To Tauba Karke Roze Ki Qaza Kare Fir Agar Gunah Ke Badle Kuch Sadqa Karna Chahe To Kar Sakta Hai.
08 Jan 2024
Nahi, Roza Nahi Hoga.
08 Jan 2024
Nahi, Wuzu Ghusl Me Umooman Ankh Me Pani Jata Hai Magar Pani Mota Hota Hai Lihaza Andar Nahi Utarta.
08 Jan 2024
Ramzan Me Pichla Adhura Quran Ko Poora Kar Sakte Hain Isme Harj Nahi, Yani Jahan Se Reh Gaya Tha Wahin Se Aage Padh Sakte Hain.
08 Jan 2024
Roze Ki Halat Me Khoon Nikalne Par Na Qaza Hai Na Kaffara Na Hi Roza Tutega.
08 Jan 2024
Nahi, Ulti Hone Ke Bad Bhi Sehri Khatm Hone Ke Bad Nahi Kha Pee Sakte.
08 Jan 2024
Roze Ki Halat Me Sanitizer Istemal Kar Sakte Hain, Kyun Ki Bahari Istemal Hai Isse Roze Par Fark Nahi Ayega Agarche Iski Khushbu Mehsus Ho.
08 Jan 2024
Nahi, Agar Koi Shakhs Islam Lata Hai To Use Apne Pichle Zamane Ke Roze Qaza Karne Ki Zaroorat Nahi Hai, Albatta Agar Koi Musalman Kufr Ya Shirk Karne Ke Bad Fir Se Tauba Tajdid e Iman Kare to Usko pichle Qaza Roze Poore Karne Hi Honge.
08 Jan 2024
Ji Haan, Meelad Sharif Ke Din Roza Rakh Sakte Hain, Khud Sarkar ﷺ Apni Wiladat Ki Khushi Aur Shukr Me Roza Rakhte They.