Sunni | Hanafi | Barelwi | Visit English Site

Inshort Category: Jumua / Eid

Sikander Warsi
Sikander Warsi

23 Jan 2024

Eid Ki Namaz Do Masjido Me Alag Alag Waqt Par Ho To Dono Jagah Namaz Padh Sakte Hain?
Answer

Agar pehli Namaz Kisi Wajah Se Fasid Ho To Doosri Jagah Ada Kar Len, Albatta Jab Ek Namaz Sahi Hui To Use Doosri Jagah Ada Karne Ki Zaroort Nahi.

Sikander Warsi
Sikander Warsi

23 Jan 2024

Chand Rat Me Biwi Se Humbistari Kar Sakte Hain?
Answer

Haan Kar Sakte Hain Kyun Nahi, Ye To Ramzan Ki Raton Me Bhi Kar Sakte Hain.

Sikander Warsi
Sikander Warsi

23 Jan 2024

Zaid Hostel Me Rehta Hai Aur Jumua Nahi Padhta To Kya Gunahgar Hoga?
Answer

Aas pas Jaha Jumua Hota Ho To Waha Ja Kar Padhe. Agar Kisi Surat Jumua Nahi Milta Maslan Us Sheher Me Jumua Hota Hi Nahi To Apni Zohar Padhe.