06 Jan 2024
Nahi Zaroori Nahi, Waqt Tay Karna Zaroori Hai Aur Tankhwa.
06 Jan 2024
Musalman Ko Zillat Ki Nokri Ikhtiyar Karna Jaiz Nahi.
06 Jan 2024
Bech Sakte Hain Apne Pas Agar Ache Note Hain Aur Koi Us Kaghaz Ki Zyada Qeemat Dena Chahe To Ye Shar'an Jaiz Hai.
06 Jan 2024
Agar Video Jaiz Cheez Ki Hai To Uski Editing Se Kamana Jaiz Hai.
06 Jan 2024
Jin Cheezo Ka Istemal Shariat Me Haram Hai Unki Tijarat Bhi Najaiz o Gunah Hai Jabki Uske Siwa Wo Kisi Aur Kaam Na Aati Hon.
06 Jan 2024
Kaam Dono Jaiz Hai Dekha Ye Jayega Ki Isme Service Kya Karega Agar Jaiz Kam Karega To Jaiz Hai.
06 Jan 2024
Article Likhna Or Blog Likhna Dono Jaiz Hai AdSense Se Agar Jaiz Yani Tehriri Ads Aaye Aur Halal Products Ke Blog Hon To Paisa Halal Hoga Magar Ehtiatan Sara Amount Use Me Na Le 30 To 50% Sadqa Kar De.
06 Jan 2024
Jhooth Bolna Khud Me Gunah Hai, Agar Noukri Ke Baad Kaam Jaiz Karega To Income Jaiz Hogi.
06 Jan 2024
Agar Kaam Jaiz karta Tha To Kamai Jaiz Hogi Albatta Namaz Na Padhne Ka Gunah Apni Jagah Hoga.
06 Jan 2024
Bech Sakte Hain Jabki Wo Saman Qeemat Rakhta Ho.
06 Jan 2024
Agar Delivery Jaiz Cheez Ki, Ki Ja Rahi Hai To Incentive Bhi Uska Jaiz Hoga.
06 Jan 2024