![Sikander Warsi](https://mysunniworld.com/public/storage/author/b011bcddfb193941b64e2ecd94090710.webp)
Sikander Warsi
05 Jan 2024
1 min read
Masjid Mandir Me Farq Nahi - Aisa Aqeeda rakhne wala par kya hukm hai?
بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer
Agar Waqai Uska Aqeeda Ye Hai Ki Dono Jagah Khuda Ki Ibadat Hoti Hai To Ye Aqeeda Kufr Hai, Masjid Aur Mandir Dono Alag Alag Cheeze Hain Mandir Hindu Dharm Ke Logo Ke Liye Ibadat Khana Hai Jahan Wo Apne Kai Saare Buto Ki Pooja Karte Hain Jabki Masjid Me Ek Hi Khuda Ki Ibadat Hoti Hai.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب