Sikander Warsi
05 Jan 2024
1 min read
Hotel ya Restaurant me Khana khana jaha par Kufriya Gana Bajte ho?
بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِيۡمِ
Answer
Pura sawal: Zaid Hotel, Restaurant Ya Kisi Program Me Khana Khane Gaya Aur Wahan Koi Kufriya Gana Baja Aur Jo Usme Kufriya Alfaz The Wo Baje Aur Zaid Wahin Maujood Hai To Kya Hukm Hoga?
Wapas Aa Sakta Hai Bina Khaye Aur Khana Le Kar Gano Se Alag Ho Kar Bhi Kha Sakta Hai Jahan Saf Awaz Na Aati Ho Magar Khana Ghar Na Laye.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب